Pages

Wednesday 19 November 2014

Mallamma Fight Back continues......



Mallamma cheekhti hai choona mt mujhe .......
Anchor :-

Mallamma ko  saadi nhi karni thi bt phir bhi uski  saadi kar di gyi child marriage act ki tahat ye gunah hai but hamara samaj or uneducation is sadi ka jimedar hai......

Mallamma tabhi apni aakhen kholti hai wo hospital me par uske dil me uske saath jo beeta hai wo cheekh ban ke bahar aata hai ab aagha ki kahani



1.      backto----

2.      mallamma screams…on the hospital bed…also…now she is screaming continuously chhuna mat mujhe….dur raho…dur raho…chuna mat…staff and nurse get engaged in her to make her stable…shitala devi comes out of the room she is in big pain and anger…she is in thinking some thing…and showing determination to help her…

3.      in the village mallamma husband & in-laws threaten her parents…they are planning to hunt her…

4.      now we see in the hospital…mallamma lying on the bed…and some ONG worker standing in front of her…shitala devi saying her—“daro mat humra pura NGO tumhare saath hai”

5.      anchor---

6.      we see mallamma’s in-laws wondering in search og her…they meet same man who had showed mallamma way to the town…

7.      in-laws are in the town…they are wondering and asking randomly…they reach fruit’s shop. Shopkeeper telling them story…

8.      now we see mallamma is looking now better…she has a smile on her face…husband and in-laws reach into the hospital…they are ready to take her in village…but she refused…ngo worker supports her…villagers get back with empty hand…

9.      anchor—mallamma aur NGO ko pnchayat mein aane ki notice bheja jata hai…

10. there is big panchayat in the village…all villager are gathered to see the act…sarpanch mukhiya and all respected and reputed person are present…sarpanch asks mallamma why did you leave your in-laws house…mallamma narrates whole story from the starts…


12. vo—jab main byah ke sasurall ayi…toh na main mann se aur na tann se taiyar thi…mujhe saadi ke baare mein jyada kuchh maloom nahi tha…apne husband ko dekh ke main dar jaati thi…chilane lagti thi..do din toh mera husband mujhe chhod diya par uske baad wo jabrajasti mujhe nochne laga…(her husband doing sex force fully)

13. vo—mujhe subah chala nahi jata tha…lekin inko khana bana ke khilana padta tha mujhe…nahi toh ye pitai karte…(her husband being her on her little mistake)

14. vo—bacha paida kane ke liye jab mana karti tab bhi mujhe mara jata…(husband asking for child and threatening her)

15. vo—jab main pahli baar maa bani…mujhe kaafi paresaani uthani padi…main kamjor hogayi…doctor ne mujhe jab mujhe aur bache mein se ek ko bachane ko kaha toh inlogo ne do bachane ki jid karne lage…main mar ke bachi…jab bache ki janm diya toh bacha kamjor tha…kuchh din mein hi mar gya… (with all visual montages)

16. vo—uske baad main mere do bachche aur huye…wo bhi mar gaye…tab tak mera sarir pani ho chukka tha…doctor kah ne jab kaha ki kaam umar mein hi teen teen bache janam dene se ab ye maa nahi ban sakti…visuals---doctor says—mallamma ab maa nahi ban sakti…sorry…mayanka and mallamma come out of the clinic…mayank says her---dekhta hun tu kaise maa nahi ban sakti… mere jaise mard ko rahte aisa ho nahi sakta ki tu maa na bane..chalo ghar main tum se bacha paida karwaunga…

No comments:

Post a Comment